Moods of Ghalib, Iqbal and Faraz

 ज़हिद शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर,
या वो जगह बता जहाँ खुदा नहीं.

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagah bata jahan Khuda nahin..

- Mirza Ghalib
------------------
मस्जिद खुदा का घर है, पीने की जगह नहीं,
काफिर के दिल में जा, वहाँ खुदा नहीं.

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..

- Allama Iqbal
------------------
काफिर के दिल से आया हूँ मैं ये देखकर,
खुदा मौजूद है वहाँ, पर उसे पता नहीं.

Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..

- Ahmad Faraz
------------------


Comments